Type Here to Get Search Results !

तेरे दिल में मुझे रहना है Tere Dil Mein Mujhe Rehna Hai Lyrics in Hindi - Mohabbat 1997

 Summary : Tere Dil Mein Mujhe Rehna Hai Song Mohabbat Movie से हैं, इस फिल्म में Sanjay Kapoor, Akshay Khanna, Madhuri Dixit, Farooq Shaikh & Tej Sapru मुख्य भूमिका मे थे। इस गाने को गाया है Kavita Krishnamurthy & Udit Narayan ने, Music दिया है Nadeem-Shravan ने और गाने के बोल लिखे हैं Sameer ने।

Song Title : Tere Dil Mein Mujhe Rehna Hai
Movie : Mohabbat (1997)
Singer : Udit Narayan, Kavita Krishnamurthy
Music : Nadeem-Shravan
Lyricist : Sameer
Starcast : Sanjay Kapoor, Akshay Khanna, Madhuri
Director : Reema Rakesh Nath
Label : Shemaroo

तेरे दिल में मुझे रहना है Tere Dil Mein Mujhe Rehna Hai Lyrics in Hindi - Mohabbat 1997


Tere Dil Mein Mujhe Rehna Hai Lyrics in Hindi

दिल की धड़कन कहती है
टीस सी दिल में रहती है
दिल ही दिल में प्यार किया
पर न कभी इजहार किया
आज साफ साफ ये कहना है
आज साफ साफ ये कहना है
तेरे दिल में मुझे रहना है
तेरे दिल में मुझे रहना है

दिल की धड़कन कहती है
टीस सी दिल में रहती है
दिल ही दिल में प्यार किया
पर न कभी इजहार किया
आज साफ साफ ये कहना है
आज साफ साफ ये कहना है
तेरे दिल में मुझे रहना है
तेरे दिल में मुझे रहना है..

मैं तेरा दीवाना कैसे ना इकरार करूँ
आ मेरी बाहों में जानेमन दीदार करूँ
आँखे तो जागी है लेकिन मैं सोयी हूँ
पलकों में सपने है यादो में खोयी हूँ

दर्द न कोई अब सहना है
दर्द न कोई अब सहना है
तेरे दिल में मुझे रहना है
तेरे दिल में मुझे रहना है..

हमने जो रंग भरा चाहत की तस्वीर बनी
दो साँसे एक हुई मैं तेरी तकदीर बनी
हो दुनिया को भूल गया
मैंने सुबह को शाम लिखा
होठों से होठों पे पहली वफा का नाम लिखा

प्यार तेरा मेरा गहना है
प्यार तेरा मेरा गहना है
तेरे दिल में मुझे रहना है
तेरे दिल में मुझे रहना है

दिल की धड़कन कहती है
टीस सी दिल में रहती है
दिल ही दिल में प्यार किया
पर न कभी इजहार किया
आज साफ साफ ये कहना है
आज साफ साफ ये कहना है

तेरे दिल में मुझे रहना है
तेरे दिल में मुझे रहना है
तेरे दिल में मुझे रहना है
तेरे दिल में मुझे रहना है...

Tere Dil Mein Mujhe Rehna Hai Song Lyrics in English

Dil Ki Dhadkan Kehti Hai
Tees Si Dil Mein Rehti Hai
Dil Hi Dil Mein Pyar Kiya
Par Na Kabhi Izhaar Kiya
Aaj Saf Saf Yeh Kehna Hai
Aaj Saf Saf Yeh Kehna Hai
Tere Dil Mein Mujhe Rehna Hai
Tere Dil Mein Mujhe Rehna Hai

Dil Ki Dhadkan Kehti Hai
Tees Si Dil Mein Rehti Hai
Dil Hi Dil Mein Pyar Kiya
Par Na Kabhi Izhaar Kiya
Aaj Saf Saf Yeh Kehna Hai
Aaj Saf Saf Yeh Kehna Hai
Tere Dil Mein Mujhe Rehna Hai
Tere Dil Mein Mujhe Rehna Hai..

Main Tera Deewana 
Kaise Na Iqraar Karoon
Aa Meri Bahon Mein 
Janeman Deeedar Karoon

Aankhen To Jaagi Hai 
Lekin Main Soyi Hooon
Palkon Mein Sapne Hai
Yaadon Mein Khoyi Hoon

Dard Na Koi Ab Sahna Hai
Dard Na Koi Ab Sahna Hai
Tere Dil Mein Mujhe Rehna Hai
Tere Dil Mein Mujhe Rehna Hai..

Humne Jo Rang Bhara
Chahat Ki Tasveer Bani
Do Saanse Ek Huyi
Main Teri Takdeer Bani

Ho Duniya Ko Bhul Gaya
Maine Subah Ko Shaam Likha
Hothon Se Hothon Pe
Pahli Wafa Ka Naam Likha

Pyaar Tera Mera Gehna Hai
Pyaar Tera Mera Gehna Hai
Tere Dil Mein Mujhe Rehna Hai
Tere Dil Mein Mujhe Rehna Hai

Dil Ki Dhadkan Kehti Hai
Tees Si Dil Mein Rehti Hai
Dil Hi Dil Mein Pyar Kiya
Par Na Kabhi Izhaar Kiya
Aaj Saf Saf Yeh Kehna Hai
Aaj Saf Saf Yeh Kehna Hai

Tere Dil Mein Mujhe Rehna Hai
Tere Dil Mein Mujhe Rehna Hai
Tere Dil Mein Mujhe Rehna Hai
Tere Dil Mein Mujhe Rehna Hai


तेरे दिल में मुझे रहना है Tere Dil Mein Mujhe Rehna Hai Lyrics in Hindi - Mohabbat 1997

Summary : Tere Dil Mein Mujhe Rehna Hai Song Mohabbat Movie से हैं, इस फिल्म में Sanjay Kapoor, Akshay Khanna, Madhuri Dixit, Farooq Shaikh & Tej Sapru मुख्य भूमिका मे थे। इस गाने को गाया है Kavita Krishnamurthy & Udit Narayan ने, Music दिया है Nadeem-Shravan ने और गाने के बोल लिखे हैं Sameer ने।

Song Title : Tere Dil Mein Mujhe Rehna Hai
Movie : Mohabbat (1997)
Singer : Udit Narayan, Kavita Krishnamurthy
Music : Nadeem-Shravan
Lyricist : Sameer
Starcast : Sanjay Kapoor, Akshay Khanna, Madhuri
Director : Reema Rakesh Nath
Label : Shemaroo

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.